Chal Rahe Offers
Bulk purchasing ka fayda - seedha aapki jeb mein
Ganesh Chaturthi special
8% discount on All Pooja items
Bulk Buy Saving
Har item par MRP se 5% off - kyunki hum bulk mein purchase karte hain!
Dairy Fresh Daily
Doodh, dahi aur paneer har subah fresh - stock khatam hone se pehle order karein.
Festival Combo
Grocery + Dairy combo pack par extra savings - store par pooch lein.